Lyrics of 'Dil Tod Ke (feat. Rochak Kohli)' by B Praak

Do you want to know the lyrics of Dil Tod Ke (feat. Rochak Kohli) by B Praak? You're in the right place.

tum de rahi ho dil mein kisi aur ko jagah
lekin koyi na chahega tumko meri tarah
kya hai kusoor mera
jo dil se utar gaya

mud ke bhi na dekha mujhe
tumne ek dafaa
jaise gayi ho
jaise gayi ho
jaata hai kya koyi
aise chhod ke

dil tod ke
ho dil tod ke hasti ho mera

wafayein meri yaad karogi
pher do mujhse aaj nigaahein
kadar mere baad karogi
dil tod ke
ho dil tod ke

woh tum hi to thi
jo baar baar aake
lagti thi gale mere
woh tum hi to thi
jo baar baar aake

lagti thi gale mere
woh bhi tum hi thi
har roz sath jiske
dil raat dhale mere

kahan gayi tum ho
kahan gayi tum dard se mera
rishta jod ke

dil tod ke
ho dil tod ke hasti ho mera
wafayein meri yaad karogi
pher do mujhse aaj nigaahein
kadar mere baad karogi
dil tod ke
ho dil tod ke

ho galiyon galiyon liye khada main
tukda tukda dil
kaash kisi ne poochha hota
kaise ujda dil

ho galiyon galiyon liye khada main
tukda tukda dil
kaash kisi ne poochha hota
kaise ujda dil

kaise bhar di
kaise bhar di nadiya maine
aanchal nichod ke

dil tod ke
hasti ho mera
wafayein meri yaad karogi
pher do mujhse aaj nigaahein
kadar mere baad karogi
dil tod ke
haaye dil tod ke

sirf dil toota hai saans nahi
dhadkanon mein rawani abhi baaki hai
pyar ka kissa khatam ho gaya to kya
zindagi ki kahaani abhi baaki hai

haaye dil tod ke

The most common reason to want to know the lyrics of Dil Tod Ke (feat. Rochak Kohli) is that you really like it. Obvious, right?

When we really like a song, as might be your case with Dil Tod Ke (feat. Rochak Kohli) by B Praak, we wish to be able to sing it knowing the lyrics well.

Knowing what the lyrics of Dil Tod Ke (feat. Rochak Kohli) say allows us to put more feeling into the performance.

If your motivation for searching for the lyrics of the song Dil Tod Ke (feat. Rochak Kohli) was that you absolutely love it, we hope you can enjoy singing it.

Feel like a star singing the song Dil Tod Ke (feat. Rochak Kohli) by B Praak, even if your audience is just your two cats.